Saturday 30 June 2012

Na jane kyo ye Leharee utha karti hai( Indian Hindi)

Na jane kyo ye lehareen utha karti hai,
Na inki koi manjil, na koi nishan hoga,
Phir bhi ye leharee machalaa karti hai,
ye sama jayegi in kinaroo me, phir bhi ye lehree utha karti hai,
koi vajood nahi, na koi thikana inka,
bus sama jane ko sagar me ye leharee utha karti hai,
na jane kyo ye lehareen utha karti hai

No comments:

Post a Comment